Dosto, Namaskar ! Aaj hm bat krne wale hai ki google account that means gmailaccount kaise bnate hai. Aaj ke yug me ek gmail account hona bhut hi jruri hai kyoki koi bhi form bharne me ab aapko se gmail account manga jata hai taki us par aapko information send kiya ja ske or wha aapko information save rhe. Ab aapko to pta hi hoga ki hmara india digital india se jud chuka hai. hut logo ko ye nhi pta hoga ki digita india kya hota hai. to Dosto ghabrane ki bat nhi hai dekhiye digital ka matalab hota hai digitally yani ki sbhi chij online hoga that means internet se kam hoga. To aise me to aapko gmail account bnana bhut jruri hai. To chliye jante hai ki gmail account kaise bnate hai.
Dosto aapko email account bnane ki facility bhut sari comapny provide krti hai jaise ki google, yahoo, microsoft , rediffmail etc. Aaj hm discuss krenge ki google par gmail account kaise bnaye puri jankari ko samjhne ke liye aage padhte rhiye
@gmail.com, yahoo comapany ka @yahoo.com etc. Aap apne email account ke dwara kiso ko internet ke madhyam se message, photo etc bhej skte hai or sath me aap message receive bhi kr skte hai.
kuch step follow kre or aasan triko se apna gmail account create kre.
I hope ki aapko ye post bhut pasand aya hoga. ise apne dosto ke sath jrur share kre or agar isse related koi bhi swal ho to comment box ke through jrur puche. Thanks!
Dosto aapko email account bnane ki facility bhut sari comapny provide krti hai jaise ki google, yahoo, microsoft , rediffmail etc. Aaj hm discuss krenge ki google par gmail account kaise bnaye puri jankari ko samjhne ke liye aage padhte rhiye
Email account kya hai
Dosto, Email account ek unique id hoti hai jo ki is prakar hoti hai "sumitkumarg960@gmail.com". Bhut sari comapniyo ka apna apna type hota hai jaise ki google comapany kaGoogle me Gmail account kaise bnaye (How to make a gmail account)
kuch step follow kre or aasan triko se apna gmail account create kre.
- sabse pahle www.gmail.com apne browser me open kre
- Uske bad create account par click kre ab aapke samne ek window khulegi jisme apna pura detail bharna hai.
- Ab I accept par click kre. Ab aapko mobile number verify krne ka option aayega jisme verify krne ka do tarika hoga "SMS se ya call se" kisi ek ko select krke continue par click kre
- Ab aapke mobile par chune huye triko se code ayega us code ko box me enter kre or continue par click kre
- Ab aapko google+ par profile bnane ke liye option aayega. Agar aapko google+ profile bnana hai to create your profile par click kr skte hai lekin hm abhi no thanks par click krenge kyoki hme google + par profile nhi bnana hai
- aapka google account ban gya hia. Shuru bar aapko aapka account khula hai isliye aapko welcome kar rha hai. Ab aap get started par click kre
- ab aapko inbox page khul gya hai isme aapko 3 mail aaye hai. Aap ye mail ko padh sakte hai
I hope ki aapko ye post bhut pasand aya hoga. ise apne dosto ke sath jrur share kre or agar isse related koi bhi swal ho to comment box ke through jrur puche. Thanks!
Gmail Account Kaise Bnate Hai?
Reviewed by Sumit Kumar Software Developer
on
December 07, 2016
Rating:
No comments:
Comment Rule :
1. Comment me koi bhi link add na kare agar aapka link related koi problem hai to hamse contact kar sakte hai.
2. Comment me apne blog ka full link na de agar dena hai to example.com de sakte hai lekin isko select karke link paste na kare