SEO POST TITLE KAISE LIKHE?

Dosto, Namaskar ! aaj ke iss article meham janne wale hai ki SEO post title kaise likha jata hai. Jaisa ki aap sabhi jante honge ki SEO blog ya website ke liye kitna jaruri hota hai. Google me first page par apne blog post ko lane ke liye aapko apne blog post ko SEO bnana padta hai. Agar aap apne blog post ko SEO nahi bnate hai to aapka blog kabhi nahi first page par aayega. SEO ka matlab hota hai search engine optimization yani ki search engine ke anusar apne blog ko optimize karna.

SEO-FRIENDLY-POST-TITLE-KAISE-LIKHE

Post Title Ko SEO Friendly Kaise Banaye?

Iss post me aap bahut achhe se jan jayenge ki post title ko SEO friendly kaise banaye. Agar aap apne post ko SEO Friendly nahi bnayenge to aapke visitors ki sankhya kabhi increase nahi hogi. Aur iss prakar aapko blog bnane ka koi fayda nahi hoga. To jyada samay na lete huwe ham aaj ke iss topic pr dicuss karte hai ki SEO Friendly Post Title kaise Banaye?


  1.  SEO post title bnane ke liye sabse pahle apne post title ka length 60-65 character hi rakhe kyoki google ke anusar 60-65 character hi homepage par display hota hai baki sab hat jata hai.                                                            
  2. Post Title me Ek se do digit Jarur use kare                                                          
  3. post tile me keyword jarur likhe. Aap short term keyword aur long term keyword dono hi likh sakte hai. short term keyword ka matlab hota hai choota keyword jaise ki kisi topic ke bare me search karna jaise computer and long term keyword ka matlab hota hai lamba keyword use karna jaise post title ko seo friendly kaise banaye.                                                  
  4. Post title ke shuru word ko hamesha bada rakhe jaise ki aap iss post me dekh rahe hai (Post Title Ko SEO Friendly Kaise Banaye?)                                        
  5. post ka link chhota de isse google ko index karne me aasani hoti hai aur post link me keyword jarur de.
Mujhe umeed hai ki aap apne blog ke post title ko SEO friendly bnayenge agar aapka koi bhi swal hai to hame comment box ke through jarur bheje ham usko solve karne ki koshish karenge. Thank You Visit Again
SEO POST TITLE KAISE LIKHE? SEO POST TITLE KAISE LIKHE? Reviewed by Anonymous on June 17, 2017 Rating: 5

4 comments:

  1. Thank you again for all the knowledge you distribute,Good post. I was very interested in the article, it's quite inspiring I should admit. I like visiting you site since I always come across interesting articles like this one.Great Job, I greatly appreciate that.Do Keep sharing! Regards,
    Niche comment

    ReplyDelete
  2. Thank you very much for this great post.
    seo

    ReplyDelete
  3. Thanks for your information, it was really very helpful: Best SEO Software

    ReplyDelete

Comment Rule :

1. Comment me koi bhi link add na kare agar aapka link related koi problem hai to hamse contact kar sakte hai.

2. Comment me apne blog ka full link na de agar dena hai to example.com de sakte hai lekin isko select karke link paste na kare

Powered by Blogger.