Aaj mai is post ke jariye aaplog ko btane wala hu ki blog ki traffic kaise badhaye. Jaisa ki aap sabhi jante honge ki har blogger chahta hai ki mere blog ka traffic jyada ho or traffic jyada na hone se wo nirash ho jata hai. Aapko sad hone ki jarurat nhi hai. Apne blog ki traffic bdhana koi bda kam nhi hai bas kuchh bate dhyan me rakhakar post karne honge.
Read Also : Whatsapp par GIF animation kaise bnaye?
Blog ka Traffic Kaise Badhaye top 8 tarika se?
Blog ka traffic badhane ke kuchh rules hai agar use aap follow krenge to aapko blog ka traffic increase hone lagega.
Read Also : Blogger Me Free Website Kaise Banaye
META TAG
Meta tag se content ko google search bhut jaldi search karta hai or index karta hai. Agar aapne abhi tak meta tag use nhi kiya hai to jarur add kare. Meta tag add karne ke liye ye post padhe. Meta tag kaise add kare?
Read Also : Blogger me adsense account kaise bnaye
KEYWORD
Keyword ek unique word hota hai. Jo ki post me 4 se 6 jgah par hota hai. Jiske bare me aap post likh rhe hai. Usme keyword jarur add kare. Jaise ki hmne is post me “blog ka traffic” keyword use kiya hai.
Read Also : Best Keyword Kaise Chune?
POST TITLE
Aapka post title unique hona chahiye. Unique kahne ka matlab ki aapko post title se match nhi karna chahiye. Post title me number jarur add kare.
UNIQUE POST DESCRIPTION
Aapka post description kisi ki copyright nhi hona chahiye. Ha ye bat alag hai ki thoda moda dusre ke description se match kar jaye. Lekin hmesha yhi koshish kijiye ki apne aadhar par post description likhe.
CUSTOM DOMAIN
Dosto, custom domain bahut hi jaruri hai. Yah chhota hone ke karan logo ko yad rkhne me aasani hota hai or isse post traffic bhi jyada hoti hai. To custom domain jarur use kare.
Read Also : Godaddy se custom domain kaise kharide?
Read Also : Custom domain blogger me kaise lagaye?
SHARE ON SOCIAL MEDIA
Social media jaise ki facebook twitter google plus etc. Par page bnakar apne pagepar post ko share kare. Kyoki share karne se bhi log post ko dekhate hai or usse blog traffic bhi increase hoti hai.
Read Also : Blogger me share button kaise lgaye?
FAST LOADING TEMPLATE
Apne blog me hmesha aise template use kare jo ki bhut kam size ka ho or jaldi load ho. Isse bhi aapka blog traffic badh sakta hai kyoki agar aapka template jaldi load nhi hoga to readers jyada der tak wait nhi karte hai or dusre site ko visit karne lagte hai.
Read Also : Blogger me Template kaise lgaye?
SUBMIT SITE AT SEARCH ENGINE
Site ko search engine me submit kare. Search engine me submit hone se aapka blog bhi index ho jayega or agar aapke post me unique post title milega to google search engine aapke post ko first page me show karayega
Read Also : Blogger me new post kaise likhe?
Blog ka Traffic Kaise Badhaye? How to increase Blog Traffic by Top 8 Ways?
Reviewed by Sumit Kumar Software Developer
on
December 23, 2016
Rating:
No comments:
Comment Rule :
1. Comment me koi bhi link add na kare agar aapka link related koi problem hai to hamse contact kar sakte hai.
2. Comment me apne blog ka full link na de agar dena hai to example.com de sakte hai lekin isko select karke link paste na kare