Blog Ka Sitemap Kaise Bnaye? How To Make Blog Sitemap?

Aaj mai is post ke jariye btane wala hu ki blog ya website ka sitemap kaise bnaye. Phale ye jan lijiye ki sitemap kya hota hai or ye kyo jaruri hai. Google sitemap ek website hai jha par hm apne blog ke 500 page ko add kar skte hai isse ye hota hai ki hmare post ko sbhi search engine me index karne me aasani hoti hai or hmara blog post bhut jaldi search engine ke first page me show hone lagta hai.

Read Also : Blog post ko 30 second me google search me kaise laye?

Blog Ka Sitemap Kaise Bnaye?

Sitemap bnane ke kuchh steps hai jise aap follow karke aasani se sitemap bna sakte hai.

Read Also : Blog sitemap ko google search console me kaise submit kare?

·         Google sitemap ke website par jaye ya yha click kare Google sitemap


·         Ab aapke new tab me is image ki jaisi window open hogi
sitemap page hindiidea


·         Apne blog ka URL dale jaise ki www.hindiidea.com  uske bad always select kare uske niche wale ko aise hi chhod de uske bad automatic calculate par tick kare


·         Ab start button par click kare or kuchh der wait kare jb aapke samne is image ki jaisi window open hogi or usme likha hoga your sitemap is ready yani ki aapka sitemap ban gya hai jo ki aapke website ke name ke bad kuchh iss trah hogi (www.hindiidea.com/sitemap.xml)
sitemap image progress hindiidea

sitemap ready image hindiidea



Ab aap apne sitemap ko google search console or bing webmaster me jod sakte hai.




 Read Also :Blog ko google, yahoo search engine me kaise add kare?
Blog Ka Sitemap Kaise Bnaye? How To Make Blog Sitemap? Blog Ka Sitemap Kaise Bnaye? How To Make Blog Sitemap? Reviewed by Sumit Kumar Software Developer on December 23, 2016 Rating: 5

No comments:

Comment Rule :

1. Comment me koi bhi link add na kare agar aapka link related koi problem hai to hamse contact kar sakte hai.

2. Comment me apne blog ka full link na de agar dena hai to example.com de sakte hai lekin isko select karke link paste na kare

Powered by Blogger.