Blog Ke Sidebar Me Share Button Kaise Lgaye? How to add share button on blog or website?



Aaj mai is post ke jariye btane wala hu ki blog ya website ke sidebar me share button kaise lgaye? Blog ya website me share button lgane se kya fayda hai? Blog me share button lgane se yhi fayda hai ki logo ko agar aapka post pasand aya to use social media par share krenge or isse aapka blog traffic bhi bdhega isliye mai to yhi suggest krunga ki aap bhi apne blog me share button lga le



Read Also : Blog me Pop-Up Subscription Box Kaise Lagaye?

Blog Me Share Button Kaise Lagate Hai?


Share button lagane ke kuchh steps hai usko aap follow kare.

Read Also : Apne Blog ka Sitemap Kaise bnaye?

Read Also : Blog sitemap ko google search console me kaise submit kare?
  • Sabse pahle Sumo Signup ke page par jana hoga iske liye yha par click kare (sumo Signup)
  • Ab aapko apne blog ya website ka URL likhna hoga or fir Get It Free par click karna hoga

sumo url entering

  • Ab signup karne ke liye sabse pahle aapko apna blog ka URL aur uske baad Email Address or uske baad New Password enter karke Sign Up par click kare.


  • Jab aap Sign In ho jayenge to aapke samne ek window open hogi jisme Script Code hoga us code ko copy kar le
  • Ab aap apne bloggerko open kare usme dashboard me Template par click kare uske bad EDIT HTML par click kare
  • Uske baad mouse cursor ko code ke bichh me kahi bhi click karke “Ctrl + F” Press Kare uske bad “<head>” tag ko search kare.
  • aur ab copy kiya hua code ko <head> tag ke niche paste kar de.
  • Iske baad aapko apna blog ka URL new tab me likhkar open karna hoga jisme aapko Right Side Me Ek Blue Button Show Hoga us par click kare jaisa ki image me show ho raha hai.
  • Ab sign in karne ko kaha jayega apna Email Address Or Password Enter Karke Login par click kare
  • Ab aapko “Share” option show hoga jis par click karke use active kar le
  • Ab aapke samne ek window open hogi jisme aapko Free Wala Option par click karna hai
  • Aapko jo bhi button lagana hai laga sakte hai fir Update par click karna hai
  • Ab aapk apne blog ko Refresh karke dekh sakte hai aapka sharing button lag chuka hai sath me counter bhi laga hua hai


Blog Ke Sidebar Me Share Button Kaise Lgaye? How to add share button on blog or website? Blog Ke Sidebar Me Share Button Kaise Lgaye? How to add share button on blog or website? Reviewed by Sumit Kumar Software Developer on January 24, 2017 Rating: 5

No comments:

Comment Rule :

1. Comment me koi bhi link add na kare agar aapka link related koi problem hai to hamse contact kar sakte hai.

2. Comment me apne blog ka full link na de agar dena hai to example.com de sakte hai lekin isko select karke link paste na kare

Powered by Blogger.