Aaj
mai bhut hi important topic btae wala hu ki whatsapp group chat invite lik
kaise bnate hai. Jaisa ki aaplog jante hi hai ki whatsapp kitna popular ho
chuka hai. Har koi iska hissa ban rha hai or isme ek sath chat karne or aapas
me jude rahne ke liye group nna lete hai sbka apna apna group hota hai jaise ki
family ke liye alag, friends ke liye alg. Agar aap kisi ko group me jodna
chahte hai to aapko use invite karna hoga or iske liye aapko ek link generate
krna hota hai. Is link ko bnana koi bdi bat nhi hai. Agar aap group admin hai
to kisi ke liye is link ko create kar sakte hai. To chaliye jante hai ki kaise whatsapp group chat invite link create kare.
Whatsapp group chat invite link kaise bnaye?
Kuchh
step follow kijiye or enjoy kijiye sabse pahle aapko apna group open kar lena hoga uske baad hi ye steps foilow karna hoga.
- Jo group aapne bnaya hai ya jis group ka link create karna chahte hai usme jaye
- Uske baad Right side upar me 3 dot diye gye hai unpar me press karke group info select kare.
- Ab Uske baad group info me add participant par clcik kare
- Ab uske baad invite to group via link par click kare
- Ye bat hamesha dhyan rakhe ki network connection hona bahut jaruri hai group chat invite link bnane ke liye
- Ab uske baad aap niche tin option diye gaye hai send link via Whatsapp or copy link or share link tino me se kisi ek option ke dwara apna link share kar sakte hai.
NOTE : - Agar apne group invite link ko create
karna chahte hai. To aapko admin hona hoga sirf admin hi link create kar sakta
hai.
Mujhe umeed hai ki aapko ye post bahut hi pasand aaya hoga dhnayawad agar koi bhi aapka swal ho to hame jarur comment kare ham aapke swal ka jwab dene ki koshish karenge.
Whatsapp group chat invite link kaise bnaye? How to make whatsapp group chat invite link?
Reviewed by Anonymous
on
February 22, 2017
Rating:
No comments:
Comment Rule :
1. Comment me koi bhi link add na kare agar aapka link related koi problem hai to hamse contact kar sakte hai.
2. Comment me apne blog ka full link na de agar dena hai to example.com de sakte hai lekin isko select karke link paste na kare