Aaj mai is post ke jariye btane wala hu ki blogger me new
post kaise likhe. Jaisa ki aap sabhi jante honge ki blogger ek plateform hai jo
ki free website bnane ki facility provide karti hai. Is par ham apna website
karke yani ki blogging karke paise bhi kma sakte hai. Blogging me paise kamane
ke liye aapko post likhna hota hai.
Read Also : Apne Blogger me custom domain kaise add kare?
Blogger Me New Post Kaise Likhe?
Blogger me nya post likhne ke liye kuchh steps hai use follow kare. Blogger me nya post likhne ke liye aapke pas post description hona chahiye.
Read Also : Blogger Me Free Website Kaise Banaye
Read Also : Apne Blog Ka traffic kaise badhaye?
- Apna blogger account open kare www.blogger.com se
- Ab blogger ke dashboard me New Post par click kare
- Agar aapke samne ek window open hoga jo is image ki trah hoga isme sabse upar me post title likhe or niche ke textarea me post ka description likhe
- Ab agar aapko Label set krna to right side me Label par click karke uske niche wale textarea me label likhe agar apko ek se jyada label dena hai to comma se separate kare.
- Uske baad custom permalink par click karke permalink set kare isse ye hota hai ki jo aap permalink me denge whi aapke page ka address hoga jaise ki is image me show ho raha hai aur permalink me dash(-) se seperate kare space se nahi.
- Ab uske baad search description de isse ye fayda hota hai ki jab koi bhi kisi topic ko google me search karta hai to ye description wha par show hota hai aur isse visitors ko pata chal jata hai ki iss post me hmare kam ki chij hai ya nahi
- Ab publish par click kar de.
- Ab aapke samne is image ki trah window open hoga yani ki aapka post publish ho gya hai.
Read Also :Blog post ko 30 second me google search me kaise show
karaye?
Mai umeed karta hu ki aapko ye post bahut hi pasand aya hoga apna feedback comment ke jariye jarur de aur agar isse samabandhit koi bhi swal ho to hamse jarur puche.
Mai umeed karta hu ki aapko ye post bahut hi pasand aya hoga apna feedback comment ke jariye jarur de aur agar isse samabandhit koi bhi swal ho to hamse jarur puche.
Blogger Me New Post Kaise Likhe? How to write new post in Blogger?
Reviewed by Anonymous
on
February 23, 2017
Rating:
No comments:
Comment Rule :
1. Comment me koi bhi link add na kare agar aapka link related koi problem hai to hamse contact kar sakte hai.
2. Comment me apne blog ka full link na de agar dena hai to example.com de sakte hai lekin isko select karke link paste na kare