Dosto Namaskar ! agar aap new blogger hai or blogger par free blog website bnakar blogging karte hai to aapke liye ye post bahut hi faydemand hai. Yaha par mai batane wala hu ki apne blogger ko .com par redirect kaise kare. .com par redirect karne ka matlab hai ki aapka blog sabhi county me .com domain ke sath hi open open ho jaise abhi aapka free blogger open hota hoga www.indiameearn.blogspot.in ye bad me www.indiameearn.blogspot.com par open hone lagega.
Country Domain Kaise Hatate Hai?
Dosto, Country Domain Hatane ka bahut hi aasan sa trick hai bas aap niche ke steps ki dhyan se padhiye aur apne blog ko .com domain ke sath hamesha ke liye open kijiye.
STEP 1 : Sabse Pahle blogger me open ho jaye.
STEP 2 : Ab uske baad dashboard me theme par or uske baad edit HTML par click kare.
STEP 3 : Ab aap code ke bich me jakar kahi bhi mouse ka pointer ko rakhkar "CTRL + F" press kare aur "<head>" tag search kare.
STEP 4 : Ab niche ke code ko copy kar aur apne blogger ke coding area me "<head>" tag ke niche paste kar de.
4
5
6
7
8
9
10
|
<script type="text/javascript">
var blog = document.location.href.toLowerCase();
if (!blog.match(/\.blogspot\.com/)) {
blog = blog.replace(/\.blogspot\..*?\//, ".blogspot.com/ncr/");
window.location.replace(blog);
}
// Source:
</script>
|
STEP 5 : Ab save template par click kar de.
Dosto kaisi lagi ye post agar isse related koi bhi swal ho to hme jarur comment ke through bataye thank you.
Blogger se Country Domain Kaise Hataye? .Com Hamesha Ke liye kaise laye?
Reviewed by Anonymous
on
June 16, 2017
Rating:

No comments:
Comment Rule :
1. Comment me koi bhi link add na kare agar aapka link related koi problem hai to hamse contact kar sakte hai.
2. Comment me apne blog ka full link na de agar dena hai to example.com de sakte hai lekin isko select karke link paste na kare