Dosto namaskar! Aaj ham aapko is post ke jariye btane
wale hai ki apne blog ko google, bing search engine me kaise submit kare. Ye
koi badi bat nhi hai ye bahut hi aasan hai submit karne liye post ko dhyan se
padhe.
Apne blog ko google, bing search engine me kyo submit kare?
Dosto, search engine me hi koi bhi log search karta hai
to agar hamara blog search engine me show nahi krega to hamare visitors nahi
aayenge. Isiliye apne blog ko search engine me submit karna bahut jaruri hai.
Dosto, mai pahle bhi bta chuka hu ki search engine se connect karne ke koi
paise nahi lagte hai.
Read Also : Blog post ko 30 second me google search me kaise laye?
Blog ko search engine me kaise submit kare?
Blog ko search engine se connect karne ka kuchh steps hai
jisko aap follow kare.
Read Also : Blog sitemap ko google search console me kaise submit kare?
Google search engine me kaise submit kare?
- Sabse pahle aapko http://www.google.com/addurl site par jana hai. Uske bad aapke sanme ek window open hoga jisme aapko apna blog ka address dalna hai uske bad captcha par tick karna hai
- Ab aapke samne ek window open hogi jisme sahi image ko select kare jaise agar river ka image select karne ko kha gya ho to usme jitna bhi image me river show ho rha hai usko select kare or fir verify par click kare
- Ab uske baad submit par click kar de.
Ab aapko message milega ki aapka request receive kar liya gya hai or
process me hai.
Read Also : Blog ka sitemap kaise banaye?
Bing search engine me kaise submit kare?
- Sabse pahle aapko bing site par jana hai. click here to goto bing website
- Uske bad aapke sanme ek window open hoga jisme aapko apna blog ka address dalna hai uske bad captcha code enter karna hai
- Uske baad submit par click kar de
Ab aapka blog ya website google and bing dono search engine me submit ho
gya hai.
Apne blog ko google, bing search engine me kaise submit kare?
Reviewed by Sumit Kumar Software Developer
on
December 23, 2016
Rating:
No comments:
Comment Rule :
1. Comment me koi bhi link add na kare agar aapka link related koi problem hai to hamse contact kar sakte hai.
2. Comment me apne blog ka full link na de agar dena hai to example.com de sakte hai lekin isko select karke link paste na kare