Blogger Me Template Ka Backup Kaise Banaye?



Dosto, Namaskar! bahut se new blogger hote hai jo ki bar bar template change karte rahte hai aur unko kuchh din bad lagta hai ki hmara piche wala hi template achha tha lekin fir se jab usko use karte hai to sabhi setting dubara karna padta hai lekin ham aaj batane wale hai ki blogger template ka backup kaise bnaye. jisse aapko dubara setting karne ki jarurat nahi padegi. Mai aap sabhi blogger se kahna chahunga ki bar bar template change na kare google me uska bahut bura effect padta hai yaha tak ki google aapke website ko bhi show karana band kar dega.


Read Also : Blogger me adsense account kaise banaye?

Template ka backup kaise banaye blogger me?

Dosto, Template ka backup banana bahut hi aasan hai aap niche ke steps ko follow karke apne blogger template ka backup bana sakte hai.

  • Sabse pahle blogger me jaye yani ki uske homepage par jaye apne email id aur password se login kar le.
  • Ab uske baad dashboard me template par click kare
template backup on blogger india me earn


  • Ab uske baad aapko "Backup/Restore" par click karna hai jaisa ki upar ke image me dikh rha hai uske baad aapke samne ek popup window open hogi.

  • Ab isme "Download Template" par click kare ab aapka template aapke computer me save ho chuka hai.
Read Also : Blogger me adsense account kaise banaye?


Mai umeed karta hu ki aap apne blog ke template ka backup bahut hi aasani se le liye honge apna feedback hme comment ke through jarur de aur agar isse related koi bhi swal hai to hamse jarur puche.
Blogger Me Template Ka Backup Kaise Banaye? Blogger Me Template Ka Backup Kaise Banaye? Reviewed by Anonymous on February 22, 2017 Rating: 5

No comments:

Comment Rule :

1. Comment me koi bhi link add na kare agar aapka link related koi problem hai to hamse contact kar sakte hai.

2. Comment me apne blog ka full link na de agar dena hai to example.com de sakte hai lekin isko select karke link paste na kare

Powered by Blogger.